Inicio Top Música Bad Bunny Música Cristiana Taylor Swift Ed Sheeran Luis Fonsi Ozuna Daddy Yankee J Balvin Maluma DMCA

Letra de 'Kyon Hai Mujhe Lagta' de Adnan Sami - Escucha y canta en New Musica

Varios-artistas

Cumbia Pop

Varios-artistas

Musica Tranquila De Rio Para Relajar

Varios-artistas

Pop Party

Varios-artistas

Cheri Cheri Lady Radio

Artist profile picture

Kyon Hai Mujhe Lagta

Adnan Sami

Canciones

Kyon hai mujhe lagta, jaise kali hoon main
apani hi khushbu mein khilane lagi hoon main
kyon hai mujhe lagta, abb in raahon mein
chaand utarana hai meri inn baahon mein
kyon hai mujhe lagta, jaise kali hoon main

kya bataau ho raha hai kya
paaya kya hai, kho raha hai kya
jaane kyun mere waaste, muskuraaye saare raaste

kyon hai mujhe lagta, abb in raahon mein chaand utarana hai
kyon hai mujhe lagta, abb in raahon mein
chaand utarana hai meri inn baahon mein

gehare gehare rang hai saare, behke behke saare ishaare
mujhko hai lag raha jaise hai sab naya
jhume ja yuun dil bole mera
kyon hai mujhe lagta, jaise kali hoon main
apani hi khushbu mein khilane lagi hoon main
kyon hai mujhe lagta, abb in raahon mein, chaand utarana hai

jaagi jaagi ek khushi hai, ujali ujali roshani hai
yeh bata jindagi kyun hai yeh dilkashi
dil pe hai kyun sapano ka ghera aa
kyon hai mujhe lagta, dil mera khona hai
jo na huwa hai abb tak, abb wahi hona hai